Netik-Patan Desh Ka Patan
Bharat vishwe sabhyata ka janak
hai sansar ke anye desh jab ashikshit tatah nagnavastha mei the tab bhi yah
unnati ke charam utkarsh par tha bharat ne hi manav ko sabhyata ka pehla path
padhaya viuhswe ki prachintam pustak ved tatah vishwe ki prachintam bhasha
Sanskrit bhi isey desh ki den hai upnishad puran darshan geeta Ramayana jese
mahan evem pavitre grantho ki rachna isey desh mei huyi isey dhara ne adhyatam
tatah gyan bhakti karam ki triveni pravahit ki hai.
Bharat vibhinn dharmo or
sanskritiyo ka sangam sthal hai kevel isey desh mei vibhinn sanskriti ko saman
roop se falne fulne tatah palavit hone ka avsar prapt hua hai isd desh ki
sabnskriti mei vibhinn sanskritiyo kik dharaye mili tatah wo sabhi ek praan ho
gaye anek dhramo mato sampredayo tatah vado ko janam dene wale hamare desh ne
vibhinn sanskritiyo ko aatmsat kar liya hai bharat ko pracheen vastukala aaj ke
vegyaniko ko vismaye meoi daal deti hai bhaertiye kala or karigari dwara
nirmitt vastuye anke desho mei jati thi isey samridhi ke karan desh sone ki
chidiya kehlata tha tatah sabbhi ke aakrshan ka kendre tha isey aakarshan ke
karan anek aakramankari yaha aaye.
Bhotikvadi jagat ko tel tyaktten
bhunnjita ka adrsh bharat ne hi diya sarve bhavantu sukhineh sarvye santu
niramaya ka pavan marg bhi bhi dikhaya gaya satye ahginsa astye jese manviye
guno ki sristhi bhi isey dhara par huyi thi mera desh bharat vibhinn dhrmo or
sanskrituyo ka sangam sthal hai bharat ki pracheen vastukala aaj ke vegyaniko
ko bhi vismaye mei daal deti hai.
Hamare desh bharat mei anek
manterdrstah gyani krishi rishi mahatmaoo evem viudvano ne jama liya hai ram
krishan mkahavir buddh nanak kabeer vivekanand Gandhi arvibnd jese mahatmaoo ne
isey dhara par janam lekar iska maan badhay isey dharti par shivaji rana pratap
jese veer harishchndra jese satyevadi arjun jese dhunrdar kalidas valmiki
tulsidas surdas tatah ravindre narth tagore jese anek kaviyo ne janam liya hai
isey punye bhumi par aarye bhatt bhaskaravcharye jagdish cyhnadre basu chandre
shekhar venketmann tatah homi bhabha jese mahan vegyaniko ne janam liya hai.
Sachmuch hamara desh bharat bahut
sunder hai yaha bhanti bhanti ki bhasha bhasghaii sampredaye ke log rehte hai
sabme varn ling rang ityadi ka bhed hai parantu hamara ,mann puri tarah se
bhartiye hai yaha ka pratyek vyakti sarpratham ek bhartiye hai uske baad uska
astitav dusra hai hamare desh ko sadiyo tak dasta ka abhishap sehna pada
parantu aaj apne odhyogik vikas parmanu vigyan tatah antriksh anusandhan
chikitsa vigyan evem krishi shtre ki mahan uplabhdiyo ke karan iski ginti
vishwe ke pramukh desho mei ki jati hai bharat desh mahapurusho tatah manishiyo
ki tapobhumi hai mei her baar is pavan vasudha mei janam lena chahunga mghe
bhartiye hone par garv ki anubbhuti hoti hai kyoki mghe aese mahan evem punye bhumi
par janam lene ka sobhagye mila hai.
Samroopi nibhand
Mei or mera desh kitna nirala
desh hamara hindi hai ham vatan hai Hindustan hamara mera desh mahan desh
hamara praan se pyara mghe apne bhartiye hone par garv hai sare jaha se accha
Hindustan hamara hama pyara bharat desh sabse accha desh hamara mera bharat
mahan mera bharat sabse nyarar hamara pyara bharatvarsh.
Netik-Patan Desh Ka Patan
Sara dhann dolatb sukh vebhav
netikta par kahde hai mahabharat mei prahlad ki katha aati hai prahlad apne
samaye ka bada pratapi or dani raja hua hai usne netikta ka sahara lejar indre
ka rajye le liya indre ne brahamna ka roop dharan kar prahlad ke paas jakar
pucha aapko teen lokjo ka rajye kis prakar mila prahlad ne iska karan sheel
bataya imdre se prasann hokar prahlad ne ussse var mang lene ko kaha indre ne
sheel mang liya vachan baddh hone ke karan prahlad ko sheel dena pada or sheel
ke jate hi dhram satye sadachar bal Lakshmi sab chle gaye kyoki ye sab vahi
rehte the jaha sheel ho bharat ki netikta itni ucchi thi ki sara sansar apne
apne charitre ke anusar shiksha prapt kare aese ghoshna yaha ki jati thi.
0 Comments